Chapter - 1 : Prologue
Bhura laal Kothari sahar ka ek bada vyapari tha, uske paas athah dhan sampati thi, bhura ka do dhandha tha ek tha heere ka, aur dusara desi daaru ka, bhura heere africa se magwa India me cutting kar India aur Videsh ke markets me bhej munafa kamata tha, wahin uske daaru...