If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Scene 🖼️ #05
Sundarpur mein chali kal ki varsha ne thand ka paara puri tarah bada rakha tha wahi kohre ka haal kuch aisa tha ki hath ko hath na sujhe, aise mein ek tez raftaar Car Gaon k andar pravesh kar chuki thi.. waise hairani ki baat thi ki ye Car Jungle k us raste se aayi thi jaha koi bhi...
Scene 🖼️ #04
39 saal pehle us ghanghor varsha k din Haripur Gaon k purane kul devata k Mandir wale raste pe aage badti hui ek bailgadi puri raftar se bhaagti ja rahi thi
Par wo achanak se tab ruk jaati hai jab uske samne ek Laal vastron mein lipta hua ek buddha aake khada ho jata hai, us gadi...
Scene 🖼️ #03
Garmi ka paara puri tarah aise chada hua tha jaise suraj Mama aaj ghusse se laal ho rahe ho aise mein es chilchilati hui garmi se bachte hue kinare lage un paidon ki chav mein Monu aage badta ja raha tha jaha uske sath uske bachpan k sabse khas dost tha 'Khalid' tha
Khalid ka haal...
Scene 🖼️ #02
Monu ko achanak apne sarir mein ek tez jhatka sa lagta hai aur esse pehle ki wo kuch bhi samajh pata use turant hi ehsaas hota hai ki wo saans nahi le pa raha hai, wo baichani se jaise hi apne hathon ko failta hai use bas paani hi paani dikhta hai.. Jaha tak dekho bas paani, neela...
Previous Update on Page No. 550
Update #23
Chapter 👉 Bichadna..
Scene 🖼️ #01, #02, #03, #04 & #05
Ye kaisa Sapna tha ?
Scene 🖼️ #01
Sundarpur mein faile ghanghor kohre k beech apne bistar se uth k apne dono hathon ko apas mein ragadte hue Veeru samne ki aur dekhta hai toh use bas ghane kohre...
@Deepaksoni Bhai meri kahani rahe ya na rahe par mujhe aise neech logo ki koi jarurat nahi jinhe kisi female se kaise aur kiya sabd ka chunav karte hue baat karni hai ye tak na pata ho
मैने सिर्फ इतना कहा है कि, मोनू को प्रमुख कैरेक्टर में लाओ करके ओर मोनू को दिल्ली से जल्दी वापिस लाओ करके, 👇
Bhai ese hi kahani apne hisab se chahna kehte hai
Well har kisi ki pasand alag hoti hai, so I wish ki aapko jaldi hi aapki pasand ka content jarur mile
Thank You So Much Bhai meri kahani aur meri soch ko support karne k liye wo bhi use jaisi hai waisi hi rakhte hu
🙏
Main puri Koshish karunga ki ye kahani ek sahi disha mein aage badte hue sampann ho