If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Bhai meri galti hona to ap mere ko permanently ban karo koi problem ni hy mereko magar bina kisi reson ka ap inbox main ja ka dhamki lagana start kar do yeh kaha ka insaaf hy bhai har member ki izaat hoti hy koi kisi ka naukar ni hy jo ap dhamki lagna start karo aur koi kuch kahe to usko ban kar...
Bhai main xp par hi tha pehla aur main janta hun kab ban howe thy durru bhai magar bhai ek moderater apni galti dosra par dy ga na to kasm sa phir is site ka hal bhi xp jaisa hi ho ga hum yaha fun ka liya time pas ka liya ate han na ka larai ka liya
Arre baba galti na tha mera usna hi pehla dhamkaya phir main na usko bharkya usna mujha aur phir bohat bari dhamki dy dali aur main na usko keh diya kar do ban tum magar tum bina kisi reson ka mereko ban ni kar sakte magar usna apni power dikhae aur phir ban