Ajnabi Parivaar
Update: 02
Chhupe Raaz, Bikharti Hadein:
Ghar mein raat ka waqt tha. Bahar andhera gehra tha, aur khamoshi itni ke dil dhadakne ki awaaz bhi saaf sunai de rahi thi. Ghar ke andar battiyan jal rahi theen — halki, madham roshni, jo har cheez ko ek sunehri chadar mein lapet rahi...