Aur ghar ka bhedi ka khulasa kab hoga q ki. Uspe kisi ka sak nhi gaya ki raaste Mai , ghatna aur abhay ke baare na milna nirasa , is baat pe kisi ki v najar nahi na Chandni , na Sandhya , na koi aur. Jikr kiya , jabki Chandni ko Cid batakr prastut par budhdhi ek v nhi yaa fir kahun be gun hai. ,
Baaki rahi Sandhya kaa to jab tak ye abhay ko paane ke liye abhay ki trah se na sochegi tab tak nhi milega
Jaise sandhya Raj ka sahara le rahi hai , mujhe lagta hai isse kahin wo galat na samajhle Raj aur sandhya ko ,
Aur hoga v yahi q ki abhay fir sochega Raj dosti nibha raha hai sandhya ke wajah se. ,, bahut loop hai story mai
Aagla update dekhte hain kon kitna deemag lagata hai