Bhai surya ko kaamyaab toh hona hi padega varna iska nuqsaan sirf surya uske saathi aur unke gharwaale hi nahin unke tamaam rishtedaar unke dost aur 'a'am janata bhugtenge... Bas ab dekhte hain aage aage kya kya hona hai...
Waise mujhe lagta hai ki ab radha ke action ka waqt aa gaya hai.... If i'm not wrong then senoy is baar apna plan fir se badalega..... Like surya ko yeh toh andaaza ho gaya hai ki ghunde bhai bheedbhad wale 'i'laaqon ko hi chunenge... But agar senoy ko surya ko aur bhi tagda jhatka dena hai toh usne kuch aur bhi plan kiya ho sakta hai....