• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,497 82.6%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 27 1.5%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 249 13.7%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 39 2.2%

  • Total voters
    1,812

Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,210
42,770
174
Sahi kaha hai. Par ye sirf maamuli cheezein hai. Asli struggles tab hi maalum padte hai jab aap vaastav me likhne baitho. Khaas kar jab kahani lambi ho. Kherr koi baat nahi.

Dhanyavaad bhai. ✨ Yu hi bane rahiyega. Aapki sameeksha ka intezaar rahega.

:Munch:

Setting kar rela hai? :heh:

Dekhte hai. :laugh:
Meri khud ki personal Bibi hai Jnab, mujhe setting ki kya jarurat hai, Mai uske sath Bahut khush hu.

Yha pr mere sab dost or bhai hai.
 

Werewolf

Supreme
20,306
119,328
259
Meri khud ki personal Bibi hai Jnab, mujhe setting ki kya jarurat hai, Mai uske sath Bahut khush hu.

Yha pr mere sab dost or bhai hai.
Pata hai. Apun mazak kar raha tha. :heh:
 

ASR

I don't just read books, wanna to climb & live in
Divine
569
3,788
138
Werewolf 🐺 🐺 🐺 🐺
ये पूरा सप्ताह यानिकी वेलेंटाइन डे से पहले rose 🌹 day Chocolate 🍫 day teddy 🐻 day... So on चलता रहेगा और मित्रों की पाठशाला में वीर की शरारती क्रिया सोनाली की तो........
बहुत ही उम्दा अंक रहे हैं विगत में ये सब crimson आर्क से पहले एक अजीब सी रूप रेखा को चित्रांकित किए जा रहे हैं.. मिशनों का मिशन केयेरा को सफलतापूर्वक संपन्न हुआ कि नहीं ये तो बहुत ही रोमांचक होगा जानना....
तमन्ना की तमन्नाओं पर कितना खरा उतरा ये तो बहुत ही सुंदर रोमांचकारी रहा है 😍 😇 🙄 🔥
फायर है 😍 मित्र 😎 🤓 अगले रोमांचक अंक के इंतजार में 😊 💕 💖
 

Bruce The Bat

Member
162
1,001
123
Great update Werewolf bhai.
Kafi dino ke baad aaya to dekha kahani kafi progress kar chuki he. Kuch naye character bhi aaye he village arc ke baad.
Bhavna ki jo back story aapne dikhai he wo kafi emotional kar ke gayi. Uske sath dhoka hi hua uper se brijesh ne bhi vishwas na kara. Suman ka character kafi grow kar chuka he. Ek tarah se wo head of slaves bann chuki he veer ke liye. Purvi aur bhavna khush nahi he isse par kya kar sakti he dono. Ye sachai accept karni hi hogi unko.
Tej ki baat kare to wo apne bhai ke bare me sab janna chahti he, usse protect bhi Karna chahti he. Veer kya use karta he, kya usko achha lagta he, kya usko nahi pasand, sab kuch wo janna chahti he taki wo aur close ho sake veer se. Uper se Aarohi aur kavya uski hi side he. 2 behno ka bhi sath mil gaya he usko. Bhumika ke sath jarur abhi ladai, bolna ho jata he par ye compititan bhi achha he. Isse Tej active rahegi veer ko pane ki race me. Aur abhi to kaera, Sonia, suhana, Ava nahi samne aayi. Inn sabke bich veer ko dekhegi to pakka jal bhun jayegi.
Veer ka ab apna ek pariwar he. Ragini ke sath bhi aage badh chuka he wo. Aur bhavna inn dono ko notice karti rehti he. Jarur aage chalke ragini aur bhavna me saas-bahu jesa rishta banne wala he. Bhavna ye to janti hi he ki ragini ke dil me veer ke liye bahut pyaar he aur wo dekh bhi rahi he. Bhavna aur Nidhi abhi tak nahi mile. Birthday party me mile honge par baatchit nahi samne aayi abhi tak.
Nidhi ke sath bhi ab kese aage badhta he wo bhi dekhna he. Nidhi ke sath uska rishta bahut khaas hoga. Juhi to he hi veer ki ladli. Nidhi samne se kahegi juhi ko ki "beta abse veer ko mamu mat bulana, papa bula sakti ho" 😁😂.
Shweta ne ek alag hi approach apnaya he veer ke dil me jagah banane ka. Aur usme thoda hath suman ka bhi he jis tarah suman aur wo baat kar rahi thi jab suman aur veer ke sambandh ki baate samne aayi. Bhumika ko bhi wo veer se close rakhna chahti he aur isiliye wo force karti he bhumika ko. Kyuki samne se to bhumika kuch kahegi nahi.
Baat kare baki sabki to karan aur kritika bhi sath me khush he. Kritika ne bhi achha kiya veer ke piche na padi wo, warna kab jaake uska number lagta uper se kaera, Sonia jesi personality ke bich wo khud ko chota feel karti. Kavya ki spanking jarur baki he abhi. Aarohi ke sath firse wahi moment bann gaya. Ab samne aayegi to sharam ke mare baat bhi nahi karegi. Veer ke diye earnings ke liye kaan me piercing bhi karwa li thi usne, uska he sharmana hi usko khaas banata he. Uper se dimag wali ladki he jaldbazi me kuch nahi karegi.
Abhi haal me to kaera pe focus he. Veer ne Kaera ke emotion wapis lane ke liye pura try to kiya hi he. Par result uske soche mutabik nahi aaya, ulta uski favourbility drop hui he. Par ye ek sign bhi to ho sakta he ki uske emotion wapis aaye he aur wo gussa he veer se ya naraz he. Gussa aana, naraz hona bhi to ek emotion hi he. Veer ne apna kaam kiya he, system ne bhi usko inform kar diya he sab bare me. Abhi filhal apne food truck pe dhyan de raha he wo. Ek food critics bhi aayi he. Veer bhi uski chalaki samjh gaya he aur usko uske hi khel me haraya he. Last me ek roll banake diya aur khake sidha nikal padi wo. Ab kya baat hogi wo aage dekhte he.
Inn sabke bich uss niharika se bhi milna nahi hua. Wo abhi tak slave nahi bani he.
Kaera ke emotion wapis aane ke baad ab majha aayega jab wo sabke samne haq jatayegi veer ke uper. Uske paas ek plus point ye he ki usne Veer ki virginity li he aur khud ki Veer ko di he. To ese me veer ke andar bhi ek protective nature hamesha rahega kaera ke liye.
Suhana, divya bhi sahi samay ka wait kar rahe he taki dubara veer se mil sake. Ava ki bhi apni backstory he jo aage pata chalegi.
Ragini aur suman ke scene dekhne me majha aayega kyuki ragini veer ke sab kaam Karna chahegi aur suman pehle se sab kaam karti aayi he veer ke. Dono ke bich Vese koi race nahi he ulta dono hi shuru se ek dusre ko samman deti aayi he.
Ab aage aane wale updates thrill se bhare honge esa lagta he. Bahut si baate he ab tak jo pata chalni he. Veer ka Locket, wo jungle wali ladki, system's truth, kishor sahi he ya galat ?,
Neha, vanshika ke jese Tejal bhi possessive he apne bhai ke prati. Aur bhavna bhi Nisha ke jese nail polish lagana shuru kar degi veer ko rijhane ke liye. Majha aayega aage👍🏻.
Abhi to yahi lag raha he ki kaera ne message likha he. Baki dekhte he aage. ❤
 
Top