Are yaar kya likh rahe ho. Ager dev hero hai to sabse badi Shakti dev ko milni chahiye na. Par yaha par to yahi pata nahi kya mila hai. Sirf lund badhao Shakti mili hai kya. Aur vo barf ki Shakti kise mili. Are yaar Kam se kam dev ko raja to banna tha. Taki bhawargarh ko control kare. Aur koi dushman uspar hamla na kare. Aur ager Suraj ya jwala raja bane to dev ko marne ke piche padenge. Isiliye dev ko raja banne ke bad hi apne rajya ko raja Bhairav se surakshit rakh payega.
Aapko likha hua pasand nhi aaya kya,
Abhi aapne kaise faisla kar liya ki dev ki shakti kam h ya jyada, agar sari kahani sare raaj ek hi update me khol dungi to kahani bhi 1 hi update me khatam ho jayegi, kahani bahut choti hoti h bas uska Safar lamba hota h, warna har kahani me itna hi hota h ki hero ne dushman ko maar diya aur kahani khatam,
Dev ke safar ka maja lijiye aage bahut kuch hona h, abhi tak asali dushman aaya hi nhi h kahani me,
Aur dev raja banna nhi chahta lekin kismet kya chahti h ye to aage pata chalega