Dev bro tum keh to sahi rahe ho magar tumne story par poori nazar nahi maari Rolex me dushmano/ villains ki koi kami nahi hai ye telepathy ki power kuchh samay pehle Rolex me baap me paas this uske baad uske enemies me paas jsb Rolex me baap me paas thi to use kyaa kiya thaa wahi uske enemies maharaja Mona kar rahe hai in San me dimasg ko read write karke brainwash karke Unhe Rolex ke khilaaf badhakar Rolex ko mentally kamjor kar rahe hai, tumne last episode me nahi dekha ki kid tareh se Rolex ko goliyun ka shikaar banaaya gaya jabki use koi bhi goli chhu bhi nahi paa rahi thi, Rolex ko apni maa ko anusuiyaa me paas nahi Lana chaahiye thaa kisi bhi haalat me jab anusuiya Rolex/salil ko emotionally blackmail kar sakti hai to apni maa behano ko kyun nahi , Rolex ko anusuiya ki sabse badi dushman aarohi ko pakdana chahiye apne MATLAB ke liye, agar aarohi mahalaxmi me ssamne jaakar apni dookhbhari kahsni bataati ki anu air uske gang waalo me uske aur kai ladkiyun ke saath kyaa kiya to mahi any se bahut jyada nafarat karti, Rolex me Jo bhi bataaya agar wah mirch-,masala lagaakar batata to jyada behtar hotaa,, wahi Jo anusuiya ne apni paap, gunaah, jism ki kamaai se jitnaa bhi paisa kamaaya wahi paisa agar Rolex kamasta to kya maahi use accept karti jawaaw hai nahi, bro ek movie aayi this ram- lakhan anil kapoorjacky shroff rakhi ki usme anil kapoor ki maa uske pasp ki kammayi ko thukraa deti hai, jabki creepy bro ki story me to kuchh aur hi chal rahaa hai , aisi ek aur movie thi deewar amitabh bachhan shashi kapoor, ki jisme bhi yahi condition hai,