• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Prince the devil or hero

Should i start this story


  • Total voters
    86
  • Poll closed .

Prince aman

Active Member
813
931
94
Update 45


Plante Pari lok intro:

ya plant kisna banya ya abhi ka liya rahaysay hi hai bahut sunder plante hai pari lok jaha sirf kubsurati hi kubsurati hai yaha ka logo hamesha shanty sa rehta hai inka pass kafi powers hai par ya uska galat upyog nahi karti inka raja ki moot ka baad sa inko kafi pershaniya utani padi is plante main infinity kawach hona ka karan koi bhi pari lok main rajmata or rajkumari ki anmati ka bina kahi bhi aa jaa nahi sakta

Rajamata – Ahalya(ya rajkumari vishaka ki maa hai parilok ki rajmata inka pass infinity power use karna ki capcity hai ya lamba samay tk yudh kar sakti hai ya kabhi thakti nahi)

Rajkumari –Vishaka(inki pass bahut sari magical power hai par inki bhi main power infinity power use karna ki capcity hai lekin apna dard main ek baar ya pura universe ko khatam karna wali thi tb inha sharp mila jissa wo ab infinity power ka istamal nahi kar sakti)

Mahamantri – Arjun(ek high skilled yuda or rajamata ka savka )

Senapati – Mayakaal(sbsa bahrosamand or expert jadugaaar or fighgting main sabsa khatrnaak)

Ab aage

Vishaka disha ko lekar rajmata ka pass jati hai

Vishaka rajmata sa- maa aap bata sakta hoo main samrat sa kyu nahi contact kar paa rahi hoo

Rajmata –disha ko dehkta hua kaisi hoo beti disha

Disha –asa lag raha hai kafi waqt ho gya maa aapsa mila hua or unka gala lag jati hai

Rajmata –beti jo hona hai wo hokar hi rehata hai usa hum nahi badl sakta or phir batati hai ki prince kaha hai

Prince is waqt naaglok main kaid hai or wo is waqt asa pinjara main hai jisa black magic cage kaha jata hai us pinjara sa wo jitna chutna ka prayaas apni shaktiya sa karanga wo or kamzor hota jayanga

Kyunki wo koi aam cage nahi hai usa sirf tridev hi tod sakta hai

Disha & Vishaka – asa nahi ho sakta maa hum unha azad karka hi rahangi chaha huma kuch bhi ho jya lekin maa unha koi itni asani sa kaid kaisa kar sakta hai wo bhi ek cage main

Rajmata beti wo koi sadaraan naag nahi tha wo dono naaglok ka pramukh sanika main sa hai or unka pass black powers bhi hai

Vishaka –lekin maa unka pass bhi to black powers hai phir asa kaisa ho gya

Rajmata –kyunki unki black powers abhi bilkul km level par hai jaisa disha tumhari black powers abhi 1% pr hai vaisa hi smraat ki bhi abhi 1% pr hai kyunki abhi unha wop rapt nahi hua hai jbki tumna unko jagya nahi hai

Disha –ya baat hai to main abhi apni un powers ko jaagkar bhai ko azad kar dongo phir us naaglok ko mera haatho sa tabaah hona sa koi nahi rok sakta

Rajamata –nahi beti asi bool mat karna nahi to tum apni shakti or apna pran dono kho dogi thumari wo power bhi tabhi activate hongi jb smraat ko unki powers prapt hongi or us kaid sa az tk koi azad nahi ho piya lekin tridev ka alawa sirf ek hi shaqs hai ji is sansaar main asa cage ko tod sakta hai

Disha –or wo koon hai maa main or didi unsa madad lekar inha azad kra langi

Rajmata –wo shaqs koi or nahi balki sword king ki beti hai tum dono ko sword lok jana hoga or ussa madad magni hogi lekin savdaan rehana waha khatra bhi bahut hoga isliya mera kehana mano to ishika ko bhi sath la jyo kyunki vishaka ki shaktiya waha kaam nahi karngi

Tabhi waha mahamantri Arjun ka aagman hota hai wo sbko parnaam karta hai or jb disha ko dehkta hai to rajkumari aap yaha iska matlab hai smraat bhi jald yaha aayanga

Disha –haa mahamantri ji or aap kaisa hai

MM –thik hoo rajkumari ji or aapki sara bata sunana ka baad main chahta hoo main bhi aap dono ka sath chalo

Disha –nahi MM ya humri ladyi hai isa hma hi ladna hogi lekin jb aapki jurarort padgi to aapko or senapati mayakaal ko hum awashya yaad karenga

MM –jaisa aapki marji rajkumari

Vishaka –disha hma jld sa jld magician plante jana hoga ishika ko lena tabhi hum sword lok ja sakti hai kyunki sword lok main sirf swords ki power hi kaam karti hai jo na mera pass hai or tumari sword power abhi tumha mili nahi hai jbki ishika ka pass sword power hai

Disha haa didi aap sahi kaha rahi hai or dono rajamata sa vida leta hai

Disha portal kholna bali hoti hai lekin vishaka usa mana kar deti hai or apni magic bond sa gyab hokar dono pal bar main ishika ka room main pounch jati hai jaha ishika apna hi khyalo main khyoa hua thi

Usa unka ana ka bhi ahasaans nahi hua diha ishika ka pass pounchkar kin khaboo main khoya hoo ishika

Jaisa hi disha na ya kaha ishika apna khaboo sa bahar aakar didi aap kb ay

Vishaka & Disha –jb tum unka khylo main doobi hua thi

Ishika nahi didi asi baat nahi hai lekin muja kuch bura hona ka abhaas hua hai or phir disha sa didi wok aha hai

Disha –haa ishi tumha sahi ahasaans hua hai wo is waqt naaglok main kaid hai or huma unha chodna jana hoga

Ishika-ya kaisa ho sakta hai didi wo kaisa kaid ho sakta hai

Vishaka –haa ishi yahi sach hai or hma jald sa jald sword lok jana hoga jissa hm jld sa jld unko azad kara saka

Ishika lekin sword lok main kyu

Phir disha or vishaka usa sb baat bata deti haijo bhi unha pata thi

Ishika –didi aap yahi rukiya main maa ko bolkar ati hoo

Vishaka ishi jaldi karna

Or wo apni maa sa agya lekar jaisahi ati hai tabhi meera or rajkumar vigyaan bhi waha aa jata hai or wo bhi sath chalna ko kehta hai pr vishaka or disha mana kar det hai or unha naaglok jaakar pata lagna ko kehta hai ki wo pata kara ki prince ko naaglok main kaha kaid karka rakha gya

Meera or vigyaan thik hai or savdaan rehana sword lok main bahut khatra hai or main tbtk prince ko dondta hoo ki wo naaglok maina kaha hai or vishaka disha or ishika sat um dono tyaar hoo

Dono haa didi or vishaka ek baar phir apni magical bond gumati hai or teeno gyab hokar asa plante main pounch jata hai jaha sirf or sirf swords hi thi charo taraf sword ko dehkkar disha ya kaisa plante hai jaha hr taraf talwaara hi talwaara hai

Ishika didi –ya sword lok hai jaha sirf kisi ko bhi nahi mara ja sakta jo sword lok ka prani hai isliya huma unsa khatra rehaga lekin unha humsa nahi

Disha asa kyu

Vishaka -kyunki is plante ka raja ko bagvaan shiv na vardaan diya tha ki jb tk ya apna plante par rehanga na hi ya maranga or na hi inha koi mar sakta hai or inki powers bahut jayada hoti hai isliya ab huma savdaan rehna chiya

Disha –thik hai didi or wo teeno chal padti hai sword mahal ki tarf

Ab chalta hai apna hero ki taraf at naaglok

Jb monika or surya na muja kaid kar liya main kafi koshish karta raha us pinjara ko todna ki lekin wo toot nahi piya ulta jitna bhi main us pinjara par vaar karta sb khali ja raha tha or meri shakti bhi km hoti ja rahi thi asa lag raha tha jaisa wo cage meri shakti khatm kar raha

Kafi koshish karna ka baad main haarkar pinjara main hi baitha gya or kuch hi samay main monika or surya muja naaglok main lekar aa gya or muja naaglok ka plante pr ek jagah chupa diya or khud chala gya naaglok ka raja ka pass

Ab aaga kya hoga sb next update main till wait and bye
 

Hellohoney

Well-Known Member
3,433
8,421
159
Bhot mast update bhai lagtahe sward lok ki rajkumari bhi hiroen he waiting for next update
 

Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,857
21,072
188
Awesome update bhai
 
Top