- 6,912
- 18,328
- 189
Bhai abhi shaktiya pure tarike se jagrit kaha hui h pahali baat to.Bhai jb karam or jyoti itna hi jude hue h to
Jab karan ko he drishye aate h , vo itna vichlit hojata h inse to jyoti ko kaise kuch pta nhi lagta
Kyu usko ye drishye nhi aate
Naina wala scene cekn kar bhi khushi hui
Karan ko naina k baare mein bhi phlj baar ehsas hua
Brilliant update
Keep rocking bhai
Or dusri baat kuch bate h jo karan ni chahata ki abhi jyoti ko pata chale to shayad uske locket ne ye baat jyoti tak na pahuchne di ho , wo locket bhi to khud ek rahasya h